Song: Aayi Aayi Lyrics Coke Studio
Released: 2024
Artists: Noman Ali Rajper x Marvi Saiban x Babar Mangi
Aayi Aayi Lyrics Coke Studio
Kya karna hai kya nahi karna hai
Na mujhko batao,
Zor ki mahandi lagti nahi hai
Meri khushiyo ke aage kyun tum kante rakhwao?
Main sabke bech main aakar gata,
Tm taali na bajao
Tumhare haal or sawal pr baat kya kare
Apne sath safar main jab khud
Le liya to mujhe kisi ka kya karna
Khwabon ko muthi main kar liya hai
Pani ko duboodia hai
Tumhein aisay lautta dekh kr keh rahi hai khudaaii
Aayi aayi aayi aai aai aai!
Dekho jeet ke aai!
Aai aai aai aai aai aai!
Aai aai aai aai aai aai!
Dekho jeet ke aayi!
Aai aai aai aai aai aai!
Jeet ke aai
(yeah!)
(mangi on the mic!)
Mere log khade mere intzar mein
Hath mein dia hai sb ehtmaad mein
Jese hojamalo jeet kar aaya ek raat mein
Sara sansaar kaid ek insan me
Chalo ab karo apna kamal
Kis cheez ka intezar hai, khada hai kafila taiyar
Jo bhi dhukh hai nikal de dil se bahar
Kon tujhe rokega, tu kar apna dhamal
Saen mein toh karta hu lakhon ki bat
Aajkal ki kamyabi ek mauke ki
Yeh aakar kisi kam ki nai
Mujhse phucho mein karta sirf haq ki bat
Gao jo dil mein hai, jo bhi hona chahte ho hokar dikhao
Yahan kisi cheez ka hisab nai
Dunia hai khwabon pe kayam, soch se hi khud ko banaya
Baki zindagi hai chalti rehti rukti kabhi bhi nahi
Aankhein kholo jani, kab tak sovoge tum?
Khwabon mein baithe tum aasman chumoge?
Jab beat hogi drop kya tum jhumoge?
5 kya sike pe larkana ghumoge?
Khwab bikhar jate hai
Pani mein doob jana chahiye
Tumhein aise laut’te dekh kah rahi hai khudai
Aai aai aai aai aai aai!
Mujhe koi sukoon ki neend nahi milti
Jab mere log zameen par sote
Aai aai aai aai aai aai
Khwab poore hoge, mein cash par ab dependant nahi
Aai aai aai aai aai aai!
Lights mujh par, mein stage par
Aai aai aai aai aii aii!
Aai aai aai aai aii aii!
Sakhiyo sooraj nikla
Andhere chale gaye
Mera fateh pohcha
Paarsaye chali gayi
Sakhiyo sooraj nikla
Andhere chale gaye
Mera faateh pohcha
Paarsaye chali gayi
Khwabon ko tumne khwab dikhaye
Bedaar ho gaye thar wale
Qaafile main woh tanha nahi hai
Sath sab kache ghar wale
Falsafa zindagi ka diya hai
Phr bhi rukne ka nam nahi
Tumhein aise laut’te dekh kahrahi hai khudai
Aayi aayi aayi aai aai aai!
Dekho jeet ke aai!
Aai aai aai aai aai aai!
Aai aai aai aai aai aai!
Dekho jeet ke aayi!
Aai aai aai aai aai aai!
Jeet ke aai